Koi aankhon aankhon mein baat kar leta hai,
Koi aankhon aankhon mein mulaqaat kar leta hai,
Barha mushkil hota hai jawaab dena,
Jab koi khaamosh reh kar sawaal kar leta hai...
Unki aankhon mein sitaara nazar aatahai,
Doobte hue dil ko kinaara nazar aata hai,
Kaise roke hum is aarzoo ke samandar ko,
Ke har sitam unka, ishaara nazar aata hai...
Baadlon ke darmiyaan kuch aisi saajish hui,
Mera ghar tha mitti ka, mere hi ghar baarish hui,
Unhe bhi zid hai bijliyaan giraane ki,
Aur hume bhi zid hai, wahi doobara aashiyaan banaane ki....
Baat tab ki hai jab HUSN parde mein rehta tha,
aur ISHQ use dekhne ke liye KHUDA se fariyaad karta tha,
kaha karta tha "e KHUDA hawa ka ik jhoka aaye aur wo benakaab ho jaye"
Ik din ISHQ chal basa,,aur HUSN uski KABR par phool chadhane gayi,
jaise hi HUSN jhuki,,hawa ka ek jhoka aaya aur HUSN benakaab ho gayi..
tab KABR se aawaaz aaye......
"AE KHUDA YE KAISI TERI KHUDAAI HAI...AAJ HUM PARDE MEIN HAI,AUR WOH BENAKAAB AAYI HAI"
Wednesday, February 28, 2007
Monday, February 26, 2007
shayeri-e-paagal
Royegi yeh aankhe muskurane ke baad,
Ayegi raat din dhal jane ke baad,
Kabhi ruthna na meri jaaan,
Shayad yeh zindagi na rahe tere ruth jane ke baad...
yeh zuban khamosh kyon hai
yeh aankh nam kyon hai
jo kabhi apna hua hi nahin
use khone ka gam kyon hai???
पूछा है कई बार किसी ने पता मुझसे मेरी तकदीर का,
मेरी मोहब्बत के कोरे कागज पर बनी हुइ तस्वीर का,
ना बता सका हूँ और ना ही खुद जान सका हुँ मैं,
रंगू ऊन्ही गोरे हाथों में मेरे ईश्क की लकीर का !!
Ayegi raat din dhal jane ke baad,
Kabhi ruthna na meri jaaan,
Shayad yeh zindagi na rahe tere ruth jane ke baad...
yeh zuban khamosh kyon hai
yeh aankh nam kyon hai
jo kabhi apna hua hi nahin
use khone ka gam kyon hai???
पूछा है कई बार किसी ने पता मुझसे मेरी तकदीर का,
मेरी मोहब्बत के कोरे कागज पर बनी हुइ तस्वीर का,
ना बता सका हूँ और ना ही खुद जान सका हुँ मैं,
रंगू ऊन्ही गोरे हाथों में मेरे ईश्क की लकीर का !!
Subscribe to:
Posts (Atom)